Tere jaisa yaar kahaan
Yesterday while on my way to home (from office), came across this song on FM. And this reminds me of you sweetz ! Here is the song... Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake Yaara teri yaari ko Maine to khuda mana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Tere sung jeena yahan Tere sung mar jaana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana And The Video